Thursday 21 July 2016

Top Songs Of 15 August Independence Day 2016 || Lyrics Songs Of 15 August

First to all of Wish You 70th Happy Independence Day!!!!!!!!!!!!!


In my earlier post "11+ Independence Day 2016 Quotes || Best Quotes OF 15 August 2016" i had shared with you Some best 15 august 2016 Quotes, now i am once again with you  now i wanna shared with you Best Songs Of 15 August Independence Day 2016 if you wanna this songs then come to my blog and take which you want, you can sing a song in school , Office etc, I have also Happy Independence Day 2016 Message so if you really want this then come to here my link "10+ Best Independence Day Message | 15 August Message 2016" and shared with your Friends. If you want Top Wallpaper and Image Of 15 August 2016 then come to here one by one "{ Top 12+ }Happy Independence Day Wallpaper 2016 || 15 August 2016 Wallpaper","15 August Independence Day 2016 Images, Pictures And Photos | Happy Independence Day 2016"and then shared with your friends.

15 august image
image of 15 august 2016


Lyrics Songs Of 15 August Independence Day 2016-


MERA MULK MERA DESH MERA YE WATAN - LYRICS

Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shaanti kaa unnati kaa pyaar ka chaman
Is ke waaste nisaar hai mera tann mera man
Aye watan, aye watan, aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Aye watan, aye watan, aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera ye watan
Shaanti kaa unnati kaa pyaar ka chaman
Aaa haa aaa haa....aa.... hoo... oooo...

Iski mitti se bane tere mere ye badan
Iski dharti tere mere Waaste gagan
Isne hi sikhaya humko jeene ka chalan
Jeene ka chalan...
Is ke waaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan, aye watan, aye watan
Jaaneman, jaaneman, jaaneman
Mera mulk mera desh mera ye watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Apne is chaman ko swarg humm banayenge
Kona-kona apne desh ka sajayenge
Jashn hoga zindagi ka honge sab magan
Honge sab magan...
Is ke waaste nisaar hai mera tann mera man
Aye watan, aye watan, aye watan
Jaaneman, jaaneman, jaaneman
Mera mulk mera desh mera ye watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera ye watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Is ke waaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan, aye watan, aye watan



Jaaneman, jaaneman, jaaneman


Saare jahaan se achcha

Saare jahaan se achcha hindustaan hamaraa
hum bul bulain hai is kee, ye gulsitan hamaraa
parbat vo sabse unchaa hum saaya aasma kaa
vo santaree hamaraa, vo paasbaan hamaraa
godi mein khel tee hain is ki hazaaron nadiya
gulshan hai jinke dum se, raske jahan hamaraa
mazhab nahi sikhataa apas mein bayr rakhnaa
hindi hai hum, vatan hai hindustaan hamaraa



Ai mere pyaare vatan

ai mere pyaare vatan, ai mere bichhade chaman
tujh pe dil qurabaan
tuu hii merii aarazuu, tuu hii merii aabaruu
tuu hii merii jaan
(tere daaman se jo aae un havaaon ko salaam
chuum luun main us zubaan ko jispe aae teraa naam ) - 2
sabase pyaarii subah terii
sabase rangiin terii shaam
tujh pe dil qurabaan ...
(maa kaa dil banake kabhii siine se lag jaataa hai tuu
aur kabhii nanhiin sii betii ban ke yaad aataa hai tuu ) - 2
jitnaa yaad aataa hai mujhako
utanaa tadapaataa hai tuu
tujh pe dil qurabaan ...
(chhod kar terii zamiin ko duur aa pahunche hain ham
phir bhii hai ye hii tamannaa tere zarron kii qasam ) - 2
ham jahaan paidaa hue
us jagah pe hii nikle dam
tujh pe dil qurabaan ...


Ai mere vatan ke logo

ai mere vatan ke logon
tum khuub lagaa lo naaraa
ye shubh din hai ham sab kaa
laharaa lo tirangaa pyaaraa
par mat bhuulo siimaa par
viiron ne hai praan ganvaae
kuchh yaad unhen bhii kar lo -2
jo laut ke ghar na aaye -2
ai mere vatan ke logon
zaraa aankh me bhar lo paanii
jo shahiid hue hain unkii
zaraa yaad karo qurbaanii
jab ghaayal huaa himaalay
khatare me padii aazaadii
jab tak thii saanss lade vo
phir apnii laash bichhaa dii
sangiin pe dhar kar maathaa
so gaye amar balidaanii
jo shahiid...
jab desh me thii dIwaalii
vo khel rahe the holI
jab ham baithe the gharon me
vo jhel rahe the golii
the dhanya javaan vo apane
thii dhanya vo unkii javaanii
jo shahiid...
koii sikh koi jaat maraathaa
koii gurakhaa koi madaraasii
sarahad pe maranevaalaa
har viir thaa bhaaratavaasii
jo khuun giraa parvat par
vo khuun thaa hindustaanii
jo shahiid...
thii khuun se lath-path kaayaa
phir bhii banduuk uthaake
das-das ko ek ne maaraa
phir gir gaye hosh ganvaa ke
jab ant-samay aayaa to
kah gaye ke ab marate hain
khush rahanaa desh ke pyaaron
ab ham to safar karate hain
kyaa log the vo divaane
kyaa log the vo abhimaanii
jo shahiid...
tum bhuul na jaao unako
is liye kahii ye kahaanii
jo shahiid hue hain unkii,
zara yaad karo qurbanii
jay hind... jay hind kii senaa -2
jay hind, jay hind, jay hind





0 comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.